biography

Ranveer Singh ka Biography

रणवीर सिंह का जीवनी

                                Ranveer Singh

 

Ranveer singh biography

 

Naam – Ranveer singh

Father- Jagjit Singh

Mother- Anju bhawani

Sister- Ritika Bhawani

 

Dosto Ranveer singh ka janm Sindhi pariwar me 6 july 1985 ko hua . Ranveer singh ka primary siksha india me hua lekin baichlar ke Degree ke liye America chale gaye .

Ranveer Singh ka Biography

Ranbir singh aur Acting ka bahut souk ke he , ek bar Dadi ke sath Party me gaya tha waha pr bahut lg party me Dance kr rahe the to Dadi ne majak me kaha Ranbir Karoge . Ranbir sunte hi turant hi stage pr chala gya aur Gana chumma chumma de de chumma  song me jabardast Dance kiya . Gana samapt hote taliyo ki gargarahat se Ranveer ka Dil bag bag ho utha. 

           Usi din se Ranbir singh ne mn bna liya ki mujhe filmo me jana hai Ranveer singh theater krne lge shahar shahar show krne lg gaye .|

Fir 2010 me Ranbir singh ka pahli film ”  Band Baza barat ” aayi yh film superhit rahi es film se Ranveer singh ka aage ka rasta khul gya.

Ranveer singh ka career – Aditya chopra ki film baind baja barat se mila career me uran bhara .

Es film ke bad ranveer singh ka dusri Movie 2011 me Ladies vs rikky bahal me najar aaya  jisme Ranveer singh ka roll ek chor ka tha ye film bhi thik thak rahi .

Baji Rao Mastani se Ranveer star

Director – sanjay leele bhansali

Producer – kishor lila

Music Director – Sanjay Lilla bhansali

Actor – Ranveer Singh, Dipika padukon

Ranveer Singh ka Biography

Bajirao mastani ke prem kahani puri duniya me charchit he maratha me 1700 ke dasak me baji Rao ke naam se hua krte the. Maratha rajay me koi bhi larai nhi hari . Wh ek talwaar aur ghor sawari ke mahir yodha the.

BajiRao chautha marathi chhatra pati sahu raje bhosle ke peshawa the .

Baji rao maratha samrajy ko sari duniya me failana chahte the .

– Ranveer ka up naam Bittu hai

 Ranveer Nirmata aur abhineta hai

– Ranveer ka hight 6 ft hai

– Ranveer ko nay naye jute pahanana achha lgta he .

– Ranveer singh ko Football aur cricket khelna pasand he.

– Ranveer ko laddu chiken aur chinies food pasand hai.

– Ranveer ka pasand ka film Raja babu , 4 idiot

– Pasand ka director- sanjay lila bhansali 

– Ranveer ko goa ghumna pasand he chhutti me aksar waha jate hai.

Ranveer Singh ka superhit Film

Ranveer Singh ka Biography

Band baja barat 2010, Ladies vs rikkybahal 2011, lutere 2013, Ram leela 2013, Gundy, finding funny,

Kill Dill 2014, Dil dhadakne do 2015 , Baji Rao mastani 2015,  Be fikre 2016, Padmavati 2017, Simba2018, Gully boy upcoming 83 ,.movie Ranveer singh.

Tags

Related Articles

4 Comments

  1. I like the valuable info you provide in your articles.

    I will bookmark your weblog and check again
    here regularly. I am quite sure I will learn many new
    stuff right here! Best of luck for the next!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
×