punjabi song

Dil Tod Ke – song2020 B Praak Lyrics

song2020 B Praak Lyrics

Dil Tod Ke – B Praak Lyrics

Gulshan Kumar and T-Series presents Bhushan Kumar’s “Dil Tod Ke”. This new romantic song features Abhishek Singh,

Kaashish Vohra & Jubin Shah and is sung by Rochak Kohli Feat. B Praak. The music is composed by Rochak Kohli and lyrics are penned by Manoj Muntashir. The video is directed by Ashish Panda.

Sawal ek chhota sa tha
Jiske peechhe yeh poori zindagi barbaad kar li
Bhulaun kis tarah woh donon aankhein
Kitaabon ki tarah jo yaad kar liTum de rahi ho dil mein kisi aur ko jagah
Lekin koyi na chahega tumko meri tarahKya hai kusoor mera
Jo dil se utar gaya
Mud ke bhi na dekha mujhe
Tumne ek dafaaJaise gayi ho
Jaise gayi ho
Jaata hai kya koyi
Aise chhod keDil tod ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod keWoh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mereWoh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mere
Woh bhi tum hi thi
Har roz sath jiske
Dil raat dhale mere

Kahan gayi tum ho
Kahan gayi tum dard se mera
Rishta jod ke

Dil tod ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod ke

Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil

Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil

B Praak

Kaise bhar di
Kaise bhar di nadiya maine
Aanchal nichod ke

Dil tod ke
Hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Haaye dil tod ke

Sirf dil toota hai saans nahi
Dhadkanon mein rawani abhi baaki hai
Pyar ka kissa khatam ho gaya to kya
Zindagi ki kahaani abhi baaki hai

Haaye dil tod ke

SingerB PraakComposerRochak Kohli

MusicRochak Kohli

Song WriterManoj Muntashir

CREATED BY:- MAZA LYRICS

official song- click

Kurta pajama tony kakkar
Kurta pajama song lyrics. Tony kakkar
Tags

6 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
×